Breaking News
Loading...
Monday 6 April 2015

zindagi ka sochta hoon na zamane ka sochta hoon

08:09

Zindagi ka sochta hoon na zamane ka sochta hoon 
Main tou bas usse apna banane ka sochta hoon 

Uss k rooth jane k andaz ki qasam 
Woh rooth jaey tou manane ka sochta hoon 

Uss ne na ki wafa tou koi gila nahi 
Main uss se wafain nibhane ka sochta hoon 

Wo mujh ko rulaaye tou koi baat nahi :Faraz: 
Main ro kar bhi usse hansaane ka sochta hoon

0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer